Darte Hain Chashm-O-Zulf, Nigaah-O-Adaa Se Ham
Har Dam Panaah Maangte Hain Har Balaa Se Ham
Maashooq Jaaye Hoor Mile, May Bajaaye Aab
Mahshar Main Do Sawaal Karenge Khuda Se Ham
Go Haal-E-Dil Chhupaate Hain Par Is Ko Kya Karen
Aate Hain Khud-Ba-Khud Nazar Ik Mubtalaa Se Ham
Dekhen To Pahle Kaun Mite Uski Raah Main
Baithe Hain Shart Baandh Ke Har Naqsh-E-Paa Se Ham
---------------------

0 Comments