Garaj Baras Pyaasi Dharti Par Phir Paani De Maulaa
Chidiyon Ko Daana, Bachchon Ko Gurdhaani De Maulaa
Do Aur Do Ka Jod Hamesha Chaar Kahaan Hota Hai
Soch Samajh Waalon Ko Thodi Naadaani De Maulaa
Phir Roshan Kar Zahar Ka Pyaala Chamaka Nai Saleeben
Jhoothon Ki Duniya Men Sach Ko Taabaani De Maulaa
Phir Moorat Se Baahar Aakar Chaaron Or Bikhar Jaa
Phir Mandir Ko Koi Meeraa Diwaani De Maulaa
Tere Hote Koi Kisi Ki Jaan Kaa Dushman Kyon Ho
Jeene-Waalon Ko Marne Ki Aasaani De Maulaa

-------------------
0 Comments