Kahaan Se Aati Kiran Zindagi Ke Zindaan Mein
Woh Ghar Mila Tha Mujhe Koi Dar Hi Na Tha
Badan Mein Phail Gaya Surkh Bel Ki Maanind
Woh Zakhm Sookhta Kya, Jiska Chaara-Gar Na Tha
Hawa Ke Laaye Huye Beej Phir Hawa Ko Gaye
Khile The Phool Kuchh Aise Ke Jin Mein Zar Hi Na Tha
Qadam To Ret Pe Saahil Ne Bhi Na Rakhne Diya
Badan Ko Jakde Huye Sirf Ek Bhanwar Hi Na Tha
---------------------

0 Comments